Indian Film History

Aaj Ki Sham Lyrics

From Tawaif (1985)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
3:11
Aaj ki sham aap ke naam Aaj ki sham aap ke naam Is mahfil mein meri mohbaat Sabko kare slaam Aaj ki sham aap ke naam Aaj ki sham aap ke naam Ye bahare ye faja Ye mohbaat ye wafa Zindagi jhoom uthi Pyar ko pyar mila Waqt ruthe na kabhi Sath chute na kabhi Zindagi khwab hi sahi Khwab tute na kabhi Alaan mohabbat is duniya mein Ho na kabhi badnaam Aaj ki sham aap ke naam Aaj ki sham aap ke naam Dil yunhi saab rahe Bajm aabad rahe Aaj ki shaam hume Subaah tak yaad rahe Daur chalta hi rahe Waqt talta hi rahe Dil machalta hi hain agar Dil machalta rahe Jhoom ke nacho aaj Iska kuch bhi ho anjaam Aaj ki sham aap ke naam Aaj ki sham aap ke naam Is mahfil mein meri mohbaat Sabko kare slaam Aaj ki sham aap ke naam Aaj ki sham aap ke naam.

More songs from Tawaif

Aaj Ki Sham Lyrics - Tawaif (1985) | Indian Film History