Indian Film History

Aayi Khudai Paak Aayi Lyrics

From Tawaif (1985)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
4:42
Aye khudaye Paak aye rab kari Kah ke bismilahe Rahman aur rahim Kah ke bismilahe Rahman aur rahim Sar jhukate hain Tere darbar mein Hum to khadim Hain teri sarkar mein Hain tu hi malik Tu hi banda nawaj Janta hain tu hamare dil ke raz Kya zami kya aasma Kya subho sham Hain sabhi tere Isharo ke gulam Tu jo chahe zarha Bhi ho aaftab Jisko chahe usko De tu behisab Jispe ho teri Inayat ki nazar Hai pharisto se Bhi aala wo basar Koi muflish hain ke Daulatmand hain Teri rahmat ka Zarooratmand hain Nek hain aur kon Badinsan hai Iski to bas tujhko Hi pehchan hain Kya khabar jo yaha Gunegaro mein ho Wo teri kudrat ke Shehkaro mein ho Humko dikhla Nekiyo ka rasta Tujhko hai apne nabi ka vasta Dil ko do duniya ki daulat Bakas de yani insa Ki mohabbat bakas de Aye khudaye paak aye rab kari Kah ke bismilahe Rahman aur rahim Kah ke bismilahe Rahman aur rahim Sar jhukate hain Tere darbar mein Hum to khadim hain Teri sarkar mein Hain tu hi malik tu Hi banda nawaj Janta hain tu Hamare dil ke raz Kya zami kya aasma Kya subho sham Hain sabhi tere Isharo ke gulam Tu jo chahe zarha Bhi ho aaftab Jisko chahe usko De tu behisab Jispe ho teri Inayat ki nazar Hai pharisto se bhi Aala wo basar Koi muflish hain ke Daulatmand hain Teri rahmat ka Zarooratmand hain Nek hai aur kon Badinsan hain Iski to bas tujhko Hi pehchan hain Kya khabar jo yaha Gunegaro mein ho Wo teri kudrat ke Shehkaro mein ho Humko dikhla Nekiyo ka rasta Tujhko hain apne Nabi ka vasta Dil ko do duniya ki daulat Bakas de yani insa Ki mohabbat bakas de Aye khudaye Paak aye rab kari Kah ke bismilahe Rahman aur rahim Kah ke bismilahe Rahman aur rahim.

More songs from Tawaif

Aayi Khudai Paak Aayi Lyrics - Tawaif (1985) | Indian Film History