Indian Film History

Tere Pyaar Kee Tamanna Lyrics

From Tawaif (1985)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
3:55
Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Badi tezz aandhiya hain Ye chiraag bujh na jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Badi tezz aandhiya hain Ye chiraag bujh na jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Hai ajib dastaa kuch Ye hamari dastaa bhi Hai ajib dastaa kuch Ye hamari dastaa bhi Kabhi tum samaj na paye Kabhi hum suna na paye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Badi tezz aandhiya hain Ye chiraag bujh na jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Na faja hain apne bas mein Na nazar mein hain kinara Na faja hain apne bas mein Na nazar mein hain kinara Kahi mere dil ki kashti Na bhanwar me dub jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Badi tezz aandhiya hain Ye chiraag bujh na jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Koyi hal tu hi bata de Mere dil ki kashmakash ka Koyi hal tu hi bata de Mere dil ki kashmakash ka Tujhe bhulana bhi chaha Teri yaad bhi sataye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Badi tezz aandhiya hain Ye chiraag bujh na jaye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye Tere pyaar ki tamanna Game zindagi ke saye.

More songs from Tawaif

Tere Pyaar Kee Tamanna Lyrics - Tawaif (1985) | Indian Film History