Indian Film History

Aaya Aaya Toofan Lyrics

From Toofan (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:18
Aaya aaya toofan Bhaga bhaga saitan Aaya aaya toofan Bhaga bhaga saitan Shine mein shole chupaye Aandi se aanke ladaye Garje jo badal Gusse mein pagal Katil kaha bach paye Shine mein shole chupaye Aandi se aanke ladaye Garje jo badal Gusse mein pagal Katil kaha bach paaye Dakku sare hairan Bhaga bhaga saitan Aaya aaya toofan Bhaga bhaga saitan Sar ko hatheli pe leke Has ke khataro se khele Kamzoron ki izzat bachaye Lade yeh so se akele Sar ko hatheli pe leke Has ke khataro se khele Kamzoron ki izzat bachaye Lade yeh so se akele Aisa kaha insaan Bhaga bhaga saitan Aaya aaya toofan Bhaga bhaga saitan Haiwan sar jo uthaye Bebaso ko daraye Banake qayamat aaye toofan Zulm dekh na paye Haiwan sar jo uthaye Bebaso ko daraye Banake qayamat aaye toofan Zulm dekh na paye Haiwan sar jo uthaye Bebaso ko daraye Banake qayamat aaye toofan Zulm dekh na paye Sara jahan qurban Bhaga bhaga saitan Aaya aaya toofan Bhaga bhaga saitan.

More songs from Toofan

Aaya Aaya Toofan Lyrics - Toofan (1989) | Indian Film History