Indian Film History

Lanka Me Danka Bajaane Aaya Lyrics

From Toofan (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:59
Ram siyaram siyaram siyaram Ram siyaram siyaram ram ram ram Ram siyaram siyaram siyaram Ram siyaram siyaram ram ram ram Lanka mein danka Bajane aaya bajranga Siyaram ka naam labo pe Siyaram ka naam labo pe Lanka mein danka Bajane aaya bajranga Siyaram ka naam labo pe Siyaram ka naam labo pe Buti sanjiwan to Kya parwat ko laye utha Dil mein base raghuwir Sina dikhaya hai chir Ram ji kate waqt Bada hi pawan hain Yaha thahrega kya Jo dil ka rawan hain Jab dharti par pap badh jata hain Ram ji ka bheja dut koi aata hain Tumsa nahi balwanta Lanka mein danka Bajane aaya bajranga Siyaram ka naam labo pe Siyaram ka naam labo pe Bajrangi baithe jaha paoge daulat waha Mukti milegi kaha aana padega yaha Kasam khai maine use na chodunga Julm ki har seema aaj main todunga Jami pe ho chahe aasma par ho wo Khich ke launga jaha par bhi ho wo Kaise chupega kaise bachega Kaise chupega kaise bachega Dhundhe jise hanumanta Lanka mein danka Bajane aaya bajranga Siyaram ka naam labo pe Siyaram ka naam labo pe Lanka mein danka Bajane aaya bajranga Siyaram ka naam labo pe Siyaram ka naam labo pe Ram siyaram siyaram siyaram Ram siyaram siyaram ram ram ram Ram siyaram siyaram siyaram Ram siyaram siyaram ram ram ram.

More songs from Toofan

Lanka Me Danka Bajaane Aaya Lyrics - Toofan (1989) | Indian Film History