Indian Film History

Abhi Tum Ho Kamsin Lyrics

From Utthaan (2006)

Duration
6:35
Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Kahi kho dogi tum Meri baat maano Meri baat maano Tumne kuchh kaha Kamsin toh hain par Nadan nahin hain Kamsin toh hain par Nadan nahin hain Dil hamko dedo aise naa Taalo meri baat maano Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Kahi kho dogi tum Meri baat maano Meri baat maano tumne Kuchh suna nahin toh Dil kaa yeh lena dena Bas me kaha hain Mohabbat kaa dushman Saara jahaan hain Kuchh toh karaar Do bachainiyo ko Aao mita do inn duriyo ko Dur hai manzil khud ko Sambhalo meri baat maano Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Kahi kho dogi tum Meri baat maano Meri baat maano Jammane se dar kya Tum ho hamaare yu Naa sataayo dedo sahaare Abhi yeh sahaare Mumkin nahi hain Pyaar se zaroori kaam Aur bhi kahi hain Karo naa bahaane gale Se lagaalo meri baat maano Abhi tum ho kamsin Abhi dil naa maango Kahi kho dogi tum meri Baat maano meri baat maano Kamsin toh hain par Nadan nahin hain Dil hamko dedo aise Naa taalo meri baat maano Tumne kuchh kaha.

More songs from Utthaan

Abhi Tum Ho Kamsin Lyrics - Utthaan (2006) | Indian Film History