Indian Film History

Yeh Aisa Utthaan Hain Lyrics

From Utthaan (2006)

Singers
Sonu Nigam
Duration
4:39
Yeh aisa utthaan hain aayi Nahin jisaki pehchaan hain Yeh dil ki udaan hain Anjaam jiska armaan hain Yeh aisa utthaan hain Manzilo ki duri duri nahin Hain sidhi rahe tedhi nahin hain Aankho mein sapane Hain agar tumhaare Utarenge ek din Zameen pe sitaare Harpal nayi ummido Kaa hain yeh karawa Yeh aisa utthaan hain Aaina hi jisaki pehchaan hain Yeh dil ki udaan hain Anjam jiska armaan hain Yeh aisa utthaan hain Mukkamal jahaan Ko paana jo chaahe Hosala naa hare Badhata hi jaaye Kadamo mein manzil Hogi tumhaare Bulandisi shoharat Kare yeh ishaare Chhule mujhe honge Tere zameenn aasmaan Yeh aisa utthaan hain Aayi nahin jiski pehchaan hain Yeh dil ki udaan hain Anjaam jiska armaan hain Yeh aisa utthaan hain.

More songs from Utthaan

Yeh Aisa Utthaan Hain Lyrics - Utthaan (2006) | Indian Film History