Indian Film History

Aaya Tere Dar Par Lyrics

From Veer-Zaara (2004)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
7:53
Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa.. Aa.. Jo bandishein thi Zamaane ki tod aaya hoon Main tere vaaste duniya Ko chhod aaya hoon Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Aaya hoon aaya aaya tera deewana Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Tera deewana tera Deewana tera deewana Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Tera deewana tera Tera deewana deewana Tera deewana tera tera Deewana tera deewana tera Deewana tera deewana Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Ye hai tera hi saudaayi Ye hai tera hi shahdaayi Ye hai tera hi saudaayi Ye hai tera hi shahdaayi Tere ishq mein hai isse mar jaana Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Aa…. Aa…. Aa… Tera jalwa jo paaun Main har gham bhool jaaun Tera jalwa jo main paaun Main toh har gham bhool jaaun Ye aansoo jo hai behte Bas itna hai ye kehte Kahaan tu aur kahaan Main paraaya hoon yahaan main Aa… karam itna agar Ho ki mujh par ik nazar ho Karam itna agar ho ki Mujh par ik nazar ho Jaan-o-dil vaar doon Main zindagi haar doon main Jaise shama pe marta hai parvaana Aaya tere dar par deewana Aaya tere dar par deewana Aaya aa…… aa…. Aa…. Aaya tere dar par tera hi deewana Aaya tere dar par tera hi deewana Deewana tera deewana tera Deewana tera deewana tera Deewana tera aa deewana tera Deewana tera deewana tera Deewana tera deewana tera Deewana tera Aaya tere dar par deewana Deewana deewana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Ye sitam ka rivaaj kyun hai Jaisa hai ye samaaj kyun hai Ye duniya ki hai rasmein Main hoon ab inke bas mein Ye jo duniya ki hai rasmein Main hoon ab inke hi bas mein Na poochho kya gila hai Mujhe gham kyun mila hai Tumhein main kya bataaun Mohabbat jurm hai kyun Koyi rota hai kyun aisa hota hai kyun Kyun dil se har ek hai anjaana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Ye kis maahol mein ham hain Khushi ke bhes mein gham hain Kisse apna kahe kisse beghaana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aa…… aa…… Aaya kis mod pe mera afsana Aaya kis mod pe mera afsana Afsana mera afsana mera Afsana mera Afsana mera afsana mera Afsana mera afsana mera Afsana mera afsana mera Afsana mera afsana mera Afsana mera afsana mera Afsana mera afsana mera Aaya kis mod pe Afsana afsana afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana Aaya kis mod pe afsana.

More songs from Veer-Zaara

Aaya Tere Dar Par Lyrics - Veer-Zaara (2004) | Indian Film History