Indian Film History

Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lyrics

From Veer-Zaara (2004)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
4:45
Lehraati huwi raahein Khole huwe hain baanhein Ye ham aa gaye hain kaha Palkon pe gehre halke hai Reshmi dhundhalke ke Ye ham aa gaye hain kaha Aa… ye ham aa gaye hain kaha Woh dekho zara Parbaton pe ghataayein Hamaari daastaan Holle se sunaaye Suno toh zara ye Phoolon ki waadi Hamaari hi koyi Kahai hai sunaati Sapnon ke is nagar mein Yaadon ki rehguzar mein Ye ham aa gaye hain kaha Haan.. Ye ham aa gaye hain kaha Jo raahon mein hai Rut ne sona bikhera Sunehra huwa Tera mera savera Zameen so gayi barf Ki chaadaron mein Bas ek aag si jalti Hai do dilon mein Hawaayein sansanaayein Badan kaanp jaayein Ye ham aa gaye hain kaha Haan ye ham aa gaye hain kaha Ye barsaat bhi kab Thamein kaun jaane Tumhein mil gaye Pyaar ke sau bahaane Sitaaron ki hai Jaise baaraat aayi Hamaare liye raat Yun dagmagaayi Sapne bhi jhilmilaayein Dil mein diye jalaayein Ye ham aa gaye hain kaha Haan ye ham aa gaye hain kaha Haan ye ham aa gaye hain kaha.

More songs from Veer-Zaara

Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan Lyrics - Veer-Zaara (2004) | Indian Film History