Indian Film History

Sa Se Banta Hai Sathi Lyrics

From Yaadgaar (1984)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:07
Saregamapadanisa, Sanidhapamaregarsa Saregamapadanisa, Sanidhapamaregarsa Saregamapadanisa, Sanidhapamaregarsa Sa se banta hai sathi, Re sa hai banta hai rista Pa se banta hai pyar Sa se banta hai sathi, Re sa hai banta hai rista Pa se banta hai pyar Sathi ye rista hai pyar ka Ho sathi ye rista hai pyar ka Sathi jivan sathi Sat suro se mithi boli Tune paayi hai Sato sagat ki gahrayi Tujhmein samayi hai Tere liye gata raha Sari umar ye geet Sa se banta hai sathi, Re sa hai banta hai rista Pa se banta hai pyar Saathi ye rista hai pyar ka Ho saathi ye rista hai pyar ka Sathi jivan sathi Indradhanus ke saath rang hai Tere daman mein Sato ambar dekhe maine Tere naynan mein Tere liye gata rahu Naya naya sangit Sa se banta hai sathi, Re sa hai banta hai rista Pa se banta hai pyar Sathi ye rista hai pyar ka Ho sathi ye rista hai pyar ka Sathi jivan sathi Sathi jivan sathi Sathi jivan sathi.

More songs from Yaadgaar

Sa Se Banta Hai Sathi Lyrics - Yaadgaar (1984) | Indian Film History