Indian Film History

Ab Mujhko Jeena Lyrics

From Aashayein (2010)

Duration
5:15
Ab Hai Ujaala, Ab Hai Savera Ab Inn Hawaon, Pe Kar Loon Basera Ab Main Zamaane Ko Humraaz Kar Loon Ab Aasmaano Pe Parwaaz Kar Loon Iss Pal Mein, Hai Mujh Ko Jeena Ab Mujhko Jeena ... 5 Nakaamiyon Se Darna Kya Jeenay Se Pehle Marna Kya Jhoom Kar Mera Dil Ab Yeh Mujh Se Kahe Zindagi Hai To Zinda Dili Bhi Rahe Ab Iraadon Ko Hai Thaan Lena Ab To Khwaabon Pe Hai Jaan Dena Iss Pal Mein, Hai Mujh Ko Jeena Ab Mujhko Jeena ... 5 Anjaana Kangna Manu Main Yeh Pal Hai Apna Chalun Main Yahan Chaaron Taraf Pyaar Ke Silsile Dekho Veraniyon Mein Bhi Dil Hain Miley Apni Manzil Ki Mujh Ko Khabar Hai Ab To Himmat Meri Humsafar Hai Iss Pal Mein, Hai Mujh Ko Jeena Ab Mujhko Jeena ... 5 Are You Ready Ok, Sing With Me Ab Hai Ujaala, Ab Hai Savera Ab Inn Hawaon, Pe Kar Loon Basera Ab Main Zamaane Ko Humraaz Kar Loon Ab Aasmaano Pe Parwaaz Kar Loon Iss Pal Mein, Hai Mujh Ko Jeena Ab Mujhko Jeena ...

More songs from Aashayein