Indian Film History

Pal Mein Mila Jahan Lyrics

From Aashayein (2010)

Duration
5:29
Pal Mein Mila Jahan, Hai Dhua Pal Mein Pal Mein Yakeen Tha, Ab Gumaan Pal Mein Pal Mein Umeed Thi, Armaan Pal Mein Pal Mein Bahaar Thi, Ab Khizaan Pal Mein Pal Mein Mila Jahan, Hai Dhua Pal Mein Pal Mein Yakeen Tha, Ab Gumaan Pal Mein Hum Se Kyun Kar Kismat Roothi Haathon Se Yeh Jannat Chooti Jin Ko Sajne Umar Lagi Thi Woh Hi Sapne Tootey Sab Pal Mein Ummeed Thi, Armaan Pal Mein Pal Mein Bahaar Thi, Ab Khizaan Pal Mein Pal Mein Mila Jahan, Hai Dhua Pal Mein Pal Mein Yakeen Tha, Ab Gumaan Pal Mein Choda Sab Kuch Jo Kuch Paaya Yaadein Teri Bas Le Aaya Tujh Mein Har Pal Khona Chaaha Kaise Khoya Tujh Ko Hi Pal Mein Ummeed Thi, Armaan Pal Mein Pal Mein Bahaar Thi, Ab Khizaan Pal Mein Pal Mein Mila Jahan, Hai Dhua Pal Mein Pal Mein Yakeen Tha, Ab Gumaan Pal Mein

More songs from Aashayein