Indian Film History

Chala Aaya Pyar Lyrics

From Aashayein (2010)

Duration
5:18
Khwaabon Ki Lehrein, Khushiyon Ke Saaye Khushboo Ki Kirne, Dheeme Se Gaaye Yahi To Hai Humdum, Woh Saathi, Woh Dilbar, Woh Yaar Yaadon Ke Naazuk Paro Pe Chala Aaya Pyaar Chala Aaya Pyar, Chala Aaya Pyar Khwaabon Ki Lehrein, Khushiyon Ke Saaye Khushboo Ki Kirne, Dheeme Se Gaaye Yahi To Hai Humdum, Woh Saathi, Woh Dilbar, Woh Yaar Yaadon Ke Naazuk Paro Pe Chala Aaya Pyaar Chala Aaya Pyar, Chala Aaya Pyar Mohabbat Ka Dariya Ajooba Niraala Jo Tehra, Woh Paaya Kabhi Na Kinaara Mohabbat Ka Dariya Ajooba Niraala Jo Tehra, Woh Paaya Kabhi Na Kinaara Jo Bekhauf Dooba Wahi To Pahunch Paaya Paar Yaadon Ke Naazuk Paro Pe Chala Aaya Pyaar Chala Aaya Pyar, Chala Aaya Pyar Kabhi Zindagi Ko Sanwaare Sajaaye Kabhi Maut Ko Bhi Gale Se Lagaye Kabhi Zindagi Ko Sanwaare Sajaaye Kabhi Maut Ko Bhi Gale Se Lagaye Kabhi Jeet Uski Hai Sab Kuch Gaya Woh Jo Haar Yaadon Ke Naazuk Paro Pe Chala Aaya Pyaar Chala Aaya Pyar, Chala Aaya Pyar Khwaabon Ki Lehrein, Khushiyon Ke Saaye Khushboo Ki Kirne, Dheeme Se Gaaye Yahi To Hai Humdum, Woh Saathi, Woh Dilbar, Woh Yaar Yaadon Ke Naazuk Paro Pe Chala Aaya Pyaar Chala Aaya Pyar, Chala Aaya Pyar

More songs from Aashayein

Chala Aaya Pyar Lyrics - Aashayein (2010) | Indian Film History