Wo Aurat Hai Jo Insaanon Ki Lyrics | Grahasti

Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : Kishore Sahu , Ravi
Singer : Mohammed Rafi
                        
                        Wo aurat hai jo insano ki
Unchi shaan karti hai
Jarurat ho to apna pyar bhi kuban karti hai
Agar sansar mein aurat na hoti
To insano ki ye ijjat na hoti
Agar sansar mein aurat na hoti
To insano ki ye ijjat na hoti

Jaha wale ne duniya ko racha ke
Anokha maan duniya ko diya hai
Magar aurat ki hasti ko bana ke
Khud apne naam ko ucha naam kiya hai
Agar mohabbat ko vo paida na karta
To mohabbat ki koi kimat na hoti
Agar sansar mein aurat na hoti
To insano ki ye ijjat na hoti
Agar sansar me aurat na hoti
To insano ki ye ijjat na hoti.