Indian Film History

Zara Dekh Sanam Lyrics

From Grahasti (1963)

Music
Ravi
Duration
3:16
Zara dekh sanam mera jazba e dil Mujhe aaj kahaan tak le aaya Zara dekh sanam mera jazba e dil Mujhe aaj kahaan tak le aaya Jahaan aake main khud ko bhool gayi Tera pyaar wahaan tak le aaya Zara dekh sanam mera jazba e dil Tu paas rahe phir kya gham hai Has saans khushi ki sargam hai O chhedne waale pyar ki dhum Ehsaan tera ye kya kam hai Ehsaan tera ye kya kam hai Jo geet chhupe hain mere Unhen meri zubaan tak le aaya Zara dekh sanam mera jazba e dil Ye thandi hawaayein lahraatin Rangeen fazaayein madmaati Ye thandi hawaayein lahraatin Rangeen fazaayen madmaati Main pyaar ki tere deewaani Manzil pe akeli kya aati Manzil pe akeli kya aati Mera dard e muhabbat tujhko bhi Mere saath yahaan tak le aaya Zara dekh sanam mera jazba e dil Mujhe aaj kahaan tak le aaya Zara dekh sanam mera jazba e dil.

More songs from Grahasti

Zara Dekh Sanam Lyrics - Grahasti (1963) | Indian Film History