Indian Film History

Ghungat Mera Jane Kya Hua Lyrics

From Hai Meri Jaan (1991)

Duration
8:32
Ghunghat mera jane kya hua Main to kahu tune chori kiya Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune kiya Nahin nahin maine nahin Chori to kya sina jori kiya Payal teri albat ye rahin Ab kya kahu tune kaisa diya Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune diya Nahin nahin maine nahin Kya jane tu tune kya kya diya Kya jane tu tune kya kya diya Jhumka mera uljha bindiya meri chuti Chunari udhar sarki chudi idhar tuti Jhumka mera uljha bindiya meri chuti Chunari udhar sarki chudi idhar tuti Palhe to baho mein bekhud kiya tune Phir mujhse apne naam sab le liya tune Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune liyajhumka Mera uljha bindiya meri chuti Chunari udhar sarki chudi idhar tuti Nahin nahin maine nahin Man hi nahin tan bhi le liya Man hi nahin tan bhi le liya Ghunghat mera jane kya hua Main to kahu tune chori kiya Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune kiya Nahin nahin maine nahin Chori to kya sina jori kiya Chori to kya sina jori kiya Jab tak na chun dalu Sare badan ke phul Dali baharo ki bankar Tu mujhpar jhul Jab tak na chun dalu Sare badan ke phool Dali baharo ki bankar Tu mujhpar jhul Chadar bina chanda Jaise khule tan hoye Waise jagaya hai Chanda saman piya more Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune piya Nahin nahin maine nahin O jane ja tune kya na kiya O jane ja tune kya na kiya Ghunghat mera jane kya hua Main to kahu tune chori kiya Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune kiya Nahin nahin maine nahin Chori to kya sina jori kiya Payal teri alpat ye rahi Ab kya kahu tune kaise diya Nahin nahin maine nahin Nahin nahin tune diya Nahin nahin maine nahin Kya jane du tune kya kya diya Chori to kya sina jori diya.

More songs from Hai Meri Jaan

Ghungat Mera Jane Kya Hua Lyrics - Hai Meri Jaan (1991) | Indian Film History