Main Deewani Lyrics | Hai Meri Jaan

                        
                        A jaanam jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan
Ho jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan
Main deewani tu deewana
Tu deewani main deewana
Jaane jana haye meri jaan
Jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan haye meri jaan

Dekh ke tujhko mach jati hain
Armaano mein halchal
Dil to chaahe lipti rahu main
Seene se tere har pal
Dil mein utha dete hain toofan
Naina tere chanchal
Baaho mein tujhko bhar lene ko
Dil ho jaaye bekal
Iss ada ka iss wafa ka
Iss ada ka iss wafa ka
Dil nishana haye meri jaan

Jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan haye meri jaan
Haye meri jaan

Kismat ne manzoori dedi
Tujhko chuna maine saajan
Saath jo tere ek pal gujre
Wo ek pal ek jeevan
Dil to kahe tera roop to kya
Tujhko aankhon mein bhar loon
Ek janam mein sua janmo ka
Pyar tujhe main kar loon
Tere tan ki iss sama ka
Tere tan ki iss sama ka
Main parwana haye meri jaan
Jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan
Main deewani tu deewana
Tu deewani main deewana
Jaane jana haye meri jaan
Jism agar hum tu hain jaanam
Jeena sakenge tere beena hum
Haye meri jaan haye meri jaan
Haye meri jaan.