Kahan Chali Aye Nazneen Lyrics | Hai Meri Jaan

                        
                        Kahan chali aye nazneen
Chehre ki subhah mere naam
Zulfon ki shyam mere shyam
Lekar inhe na ja kahin
Kahan chali aye nazneen
Chehre ki subhah mere naam
Zulfon ki shyam mere shyam
Lekar inhe na ja kahin
Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan
Kahan chali aye nazneen
Chehre ki subhah mere naam
Zulfon ki shyam mere shyam
Lekar inhe na ja kahin
Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan

Aye ghul bahar gul chaman
Chume saba tera badan
Mausam hain kya bahar kya
Tera hi range berahem
Aye ghul bahar gul chaman
Chume saba tera badan
Mausam hain kya bahar kya

Tera hi range berahem
Angdayi le jahan jahan
Khilti bhanak wahi wahi
Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan
Kahan chali aye nazneen
Chehre ki subhah mere naam
Zulfon ki shyam mere shyam
Lekar inhe na ja kahin
Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan

Jaise heena ke rang se
Jagmag hain ungliya teri
Roshan tere jamal se
Hai samme zindagi meri
Jaise heena ke rang se
Jagmag hai ungliya teri
Roshan tere jamal se
Hai samme zindagi meri
Ikraar kar raha hoon main
Tujh sa koi kahin nahin
Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan
Kahan chali aye nazneen
Chehre ki subhah mere naam
Zulfon ki shyam mere shyam
Lekar inhe na ja kahin

Maan meri jaan maan meri jaan
Haye maan meri jaan.