Kya Baat Hain Lyrics | Hai Meri Jaan

                        
                        Kya baat hain kya baat hain
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye
Jo aata hai peene aata hain
Aankhen na huyi paimane huye
Aankhen na huyi paimane huye
Kya baat hain
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye

Mehka sa badan hasta chehra
Sharmili nazar masum ada
Mehka sa badan hasta chehra
Sharmili nazar masum ada
Mehka sa badan hasta chehra
Sharmili nazar masum ada
Kuch maine kuch maine
Kuch maine banaye deewane
Kuch log mere deewane huye
Kuch maine banaye deewane
Kuch log mere deewane huye
Jo aata hain peene aata hain

Aankhen na huyi paimane huye
Aankhen na huyi paimane huye
Kya baat hain
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye

Masti mein dhali jati hain sada
Jadu sa mere nagmo ne kiya
Masti mein dhali jati hain sada
Jadu sa mere nagmo ne kiya
Masti mein dhali jati hain sada
Jadu sa mere nagmo ne kiya
Woh dil jo woh dil jo
Woh dil jo kai nazro se bache
Aakhir to mere nazrane huye
Woh dil jo kai nazro se bache
Aakhir to mere nazrane huye
Jo aata hain peene aata hain
Aankhen na huyi paimane huye
Aankhen na huyi paimane huye
Kya baat hain boliye na
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye
Kya baat hain meri aankhon mein
Kyu inke sabhi deewane huye.