Indian Film History

Dil-E-Nadaan Lyrics

From Hawaizaada (2015)

Lyricist
Mirza Ghalib
Duration
4:13
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai Aakhir is dard ki dawaa kya hai Dil e nadaan tujhe huwa kya hai Humko unse, wafaa ki hai umeed Humko unse, wafaa ki hai umeed Humko unse, wafaa ki hai umeed Jo nahi jaante wafaa kya hai Jo nahi jaante wafaa kya hai Dil e nadaan tujhe huwa kya hai Jaan tum par nisaar karta hoon Jaan tum par nisaar karta hoon Jaan tum par nisaar karta hoon Main nahin jaanta duaan kya hai Dil e nadaan tujhe huwa kya hai Maine maana ke kuchh nahin ghalib Maine maana ke kuchh nahin ghalib Muft haath aaye toh bura kya hai Dil e nadaan tujhe huwa kya hai Dil e nadaan tujhe huwa kya hai.

More songs from Hawaizaada