Indian Film History

Hawaizaada Dil Lyrics

From Hawaizaada (2015)

Duration
3:58
Hawaizaada dil Hawaizada dil Ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar Ishq ki bandook liye karne shikar Ho ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar Ishq ki bandook liye karne shikar Be-mulk riyaasat ka nawabzada dil Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil Hawaizaada dil Hawaizada Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil Hum bhi to eklaote hain Aisi bewakoofiyaan kon kare Hasinon ki qadmon mein Khilauna kaanch ka kon dhare Bechaara hai, garib hai Thokarein nasib hain Toot-ta, phoot-ta rehta nazuk sada dil Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil Hawaizada Raat ek hasin mem taron se jadi Shawl mein silke chand akdi wo khadi Raat ek hasin mem taron se jadi Shawl mein silke chand akdi wo khadi Humne udheda chand, udhada raaz ek hai Meri pocket ke naap ka Asmaan mein bhi chhed hai Ek ladki hai noton pe Smile phir bhi honthon pe Rou mein bechunga pauna-aadha dil Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil Hawaizaada dil Hawaizada.

More songs from Hawaizaada

Hawaizaada Dil Lyrics - Hawaizaada (2015) | Indian Film History