Dil-E-Nadaan (Reprise) Lyrics | Hawaizaada

                        
                        Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan

Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai
Jo nahi jaante wafa kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai

Jaan tum par nishar karta hu
Jaan tum par nishar karta hu
Jaan tum par nishar karta hu
Main nahi jaanta dua kya hai
Main nahi jaanta dua kya hai
Main nahi jaanta dua kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai

Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan


 
Maine maana ke kuch nahi ghalib
Maine maana ke kuch nahi ghalib
Muft haath aaye to bura kya hai
Muft haath aaye to bura kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai.