Indian Film History

Baat Meri Maan Le Lyrics

From Joru Ka Bhai (1955)

Music
Jaidev
Duration
3:15
Teri nigaah ne bekhud banaa ke Loot liya aa aa Sambhal rahe thhe ke Phir muskuraa ke loot liya Haaye ae ae Baat meri maan le Nazar pehchaan le Tere ghamkhwaar hain Bade laachaar hain Bas itnaa jaan le Baat meri maan le Nazar pehchaan le Ho o o o Laah laah laah laah laah laah Mere haath mein hai jaadoo ki chhadi Poori ye kare har maang kadi Kya maange hai tu paas khadi Heere ki kani Moti ki ladi Mera maal hai naya nawela aa Main to hoon chhail chhabeela Haaye re meri maan le Nazar pehchaan le Tere ghamkhwaar hain Bade laachaar hain Ho o o o Laah laah laah laah laah laah Teri nazar jis ghaat mein hai Mere dil mein nahin mere haath mein hai Jeene ka maza har baat mein hai Kabhi jeet mein hai kabhi maat mein hai Kya khel niraala khela aa Do din ka hai ye jhamela Haaye re meri maan le Nazar pehchaan le Tere ghamkhwaar hain Bade laachaar hain Ho o o o Laah laah laah laah laah laah Dil chheen liya man loot kiya Hans khel ke jeewan loot liya Ek phool ne gulshan loot liya Toofaan piya Abhimaan piya Hai dil waalon ka mela aa Kaise jiyun main akela Haaye re meri maan le Nazar pehchaan le Tere ghamkhwaar hain Bade laachaar hain Bas itna jaan le Baat meri maan le Baat meri maan le Baat meri maan.

More songs from Joru Ka Bhai

Baat Meri Maan Le Lyrics - Joru Ka Bhai (1955) | Indian Film History