Indian Film History

Tere Zulfon Se Pyar Kaun Kare Lyrics

From Joru Ka Bhai (1955)

Music
Jaidev
Duration
3:03
Surmai raat dhalati jaati hai Rooh gham se pighalti jaati hai Teri zulfon se pyar kaun karey Ab tera intezar kaun karey Tumko apna banaa ke dekh liya Tumko apna banaa ke dekh liya Ek baar aazma ke dekh liyaa Baar baar aitbaar kaun karey Baar baar aitbaar kaun karey Ab tera intezar kaun karey Ai dil e zaar saugwar na ho Ai dil e zaar saugwar na ho Unki chaahat mein beqaraar na ho Badnaseebon se pyaar kaun karey Badnaseebon se pyaar kaun karey Ab tera intezar kaun karey.

More songs from Joru Ka Bhai