Indian Film History

Subah Ka Intezaar Kaun Kare Lyrics

From Joru Ka Bhai (1955)

Music
Jaidev
Duration
3:19
Surmai raat hai sitaare hain Aaj dono jahan hamare hain Subah ka intezar, kaun karey Subah ka intezar kaun karey Phir ye rut ye sama mile na mile Phir ye rut ye sama mile na mile Aarzoo ka chaman khile na khile Waqt ka aitbaar kaun karey Subah ka intezar kaun karey Le bhi lo hum ko apni baahon mein Le bhi lo hum ko apni baahon mein Rooh bechain hai nigaahon mein Haaye, iltezaa baar baar kaun karey Iltezaa baar baar kaun karey Subah ka intezar kaun karey Subah ka intezar kaun karey.

More songs from Joru Ka Bhai