Indian Film History

Dharam Par Mar Jaana Lyrics

From Joru Ka Bhai (1955)

Singers
Balbir
Music
Jaidev
Duration
3:09
Bam babam bam, Bam babam bam, Bam babam bam Bam bhole naath jai sitaram Bam bhole naath jai sitaram Jeete raho beta Bhagwan sukhi rakhkhe Dharam par mar jaana Koi badi baat nahin hai Dharam par mar jaana aaa Koi badi baat nahin hai Dharam par mar jaana haan Dharam par mite mordhaj raja Dharam par mite mordhaj raja Unhone putra ka sar kaata Unhone putra ka sar kaata Kaata kaata katne do, Koi badi baat nahin hai Dharam par mar jaana Are dharam to gaya betaaa, Haan ishaq mein mar jaana Koi badi baat nahin hai Kisi ke ghar jaana Koi badi baat nahin hai Ishaq mein mar jaanaah Hanaa aaaa aaaa ishaq mein Baaba baaba Are ishaq mein ae ae ae ae Are are yaar kya hota hai ishq mein Are ishaq mein dil bahot ghabrata hai I yes ishaq mein dil jo bahot ghabraye Ishaq meihen dil jo bahot ghabraaye To aaashiq bhes badal kar aaye To aaashiq bhes badal kar aaye Aaye aaye aane do, Koi badi baat nahin hai Ishaq mein mar jaana Koi badi baat nahin hai Ishaq mein mar jaana Aaaahun hanaaaa aaaaaaa Kal jo milne aashikon se main gaya hana Kal jo milne aaaashikon se tu gaya Hun heer ka thha aur na majnu ka pata Are majnu nahin raanjha kaho Are chalta hai yaar Maine poochha marnewalo kyaa huwa Kabr phaadi khat se punnu ne kaha Kyaa ishaq mein mar jaana Koi badi baat nahin hai Ishaq mein mar jaana Koi badi baat nahin hai Ishaq mein pit jaana Koi badi baat nahin hai Ishaq mein unhunhuun Koi badi baat nahin hai Ishaq mein unhunhuun.

More songs from Joru Ka Bhai

Dharam Par Mar Jaana Lyrics - Joru Ka Bhai (1955) | Indian Film History