Gareebon Ki Kismat Mein Lyrics | Meena Bazar

                        
                        Arre dene waale
Yeh kya zindagi di
Kisi ko hansi di kisi ko khushi di
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona

Tadapte hain hum hans
Raha hai zamana
Jo poochho toh yeh
Hai hamara fasaana
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona

Haan zamaane ne jab
Hamko thokar lagaayi
Toh toote huye
Dil se aawaaz aayi
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona

Mere aansuon uske
Kuche mein jaana
Mera haal poochhe
Toh yeh keh sunaana
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona
Gareebon ki kismat mein
Rona hi rona rona hi rona.