Indian Film History

Le Lo Ji Maharaj Lyrics

From Meena Bazar (1950)

Duration
3:33
Le lo le lo ji le lo ji maharaja Dupatta mera saat rang ka Haay dupatta mera saat rang ka Le lo le lo ji le lo ji maharaja Dupatta mera saat rang ka Haay dupatta mera saat rang ka Jo pehne laal ho jaaye Dupatta mera laal rang ka Ho dupatta mera laal rang ka Haay dupatta mera laal rang ka Jo pehne laal ho jaaye Dupatta mera laal rang ka Ho dupatta mera laal rang ka Haay dupatta mera laal rang ka Roothhi radha ko mana le more raaja Dupatta mera shyaam rang ka Haay dupatta mera shyaam rang ka Roothhi radha ko mana le more raaja Dupatta mera shyaam rang ka Haay dupatta mera shyaam rang ka Pehnaaun to kise pehnaaun Dupatta tera saat rang ka Haay dupatta tera saat rang ka Le lo le lo ji le lo ji sarkaar Ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Le lo le lo ji le lo ji sarkaar Ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Chupchaap sikha de pyaar Ye haar chameli ke Ho ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Chupchaap sikha de pyaar Ye haar chameli ke Ho ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Main kisko doon sarkaar Ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Main kisko doon sarkaar Ye haar chameli ke Haay ye haar chameli ke Le lo le lo ji choodiyaan meri Manaa lo raani ko Haay manaa lo raani ko Le lo le lo ji choodiyaan meri Manaa lo raani ko Haay manaa lo raani ko

More songs from Meena Bazar

Le Lo Ji Maharaj Lyrics - Meena Bazar (1950) | Indian Film History