Indian Film History

Suno Buzurgon Ka Yeh Kehna Lyrics

From Meena Bazar (1950)

Duration
2:32
Na koi samjhe isse naseehat Koi samjhegaa na Ek ticket mein do hain Tamaashe dekhe aaj zamana Aaa aaa aaa Suno buzurgon ka yeh kehna Suno buzurgon ka yeh kehna Beta beta single single rehna Suno buzurgon ka yeh kehna Suno buzurgon ka yeh kehna Beta beta single single rehna Suno buzurgon ka yeh kehna Shaadi karke hua yeh haal Laao jaakar chane ki daal Tirchhi nazron waali mem Maange resham ka roomaal Laao kapda laao gehna Laao kapda laao gehna Nakhre dekh ke aaya yaad Hamen buzurgo ka yeh kehna Hamen buzurgo ka yeh kehna Beta beta single single rehna Suno buzurgo ka yeh kehna Poochho kya hai mera naam Memsaab ka ghulaam Memsaab ka ghulaam Poochho kya hai mera kaam Unke naukar ko salaam Unke naukar ko salaam Poochho mera programme Gaali khaanaa subah shaam Gaali khaanaa subah shaam Bhakt gope ka yahi hai kehna Aaa aaa Bhakt gope ka yahi hai kehna Bhakt gope ka yahi hai kehna Beta beta single single rehna Suno buzurgon ka yeh kehna Suno buzurgon ka yeh kehna Beta beta single single rehna Suno buzurgon ka yeh kehna

More songs from Meena Bazar