Indian Film History

Gori Baahon Me Choodiyan Lyrics

From Meena Bazar (1950)

Duration
3:04
Gori baahon mein Choodiyaan kaali Sajaalo rani ko ho Sajaalo rani ko haaye Sajaalo rani ko Gori baahon mein Choodiyaan kaali Sajalo rani ko ho Sajalo rani ko haaye Sajaalo rani ko Mera pyar akela roye Kahaan se laaun rani ko haaye Kahaan se laaun rani ko Mera pyar akela roye Kahaan se laau rani ko haaye Kaha se laaun rani ko Aisi raajkumari ho Jo kaliyon se pyaari ho Geet aabshaar ka Rang laalaazaar ka Kya bataaun kaisi ho Aankh hirni jaisi ho Kya bataaun kya bataaun Kaisi ho aankh hirni jaisi ho Aankhon mein to pyaar ho Haathon mein kataar ho Maarti bhi jaaye jilaati bhi jaaye Rulaati bhi jaaye Hansaati bhi jaaye Ek baar jo le angdaayi Duniya kahe jawaani aayi Ek baar jo aankh uthaaye Duniya pukaare haaye haaye Lo aa gayi rajkumari Suno ji zara bachke raho haaye Suno ji zara bachke raho Tumhen laage na nain kataari Suno ji zara bachke raho haaye Suno ji zara bachke raho Saha na jaaye haaye raam Saha na jaaye haaye raam Kabhi nazar ka waar Haaye kabhi nazar ka waar Idhar kisi ki uthh gayin nazren Gir gayi udhar kataar Haaye gir gayi udhar kataar Raani chali shikaar ko Ho gayi aap shikaar Haaye ho gayi aap shikaar Yahi to pyaar dekho Yahi to pyaar hai Yahi to pyaar dekho Yahi to pyaar hai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai Meena bazaar hai ye Meena bazaar hai bhai.

More songs from Meena Bazar

Gori Baahon Me Choodiyan Lyrics - Meena Bazar (1950) | Indian Film History