Indian Film History

Apne Kiye Pe Lyrics

From Mehndi (1958)

Music
Ravi
Duration
4:15
Apne kiye koi pasheman ho gaya Apne kiye koi pasheman ho gaya Apne kiye koi pasheman ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Apne kiye pe koi pasheman ho gaya Aakhir to rang layi meri begunahiya Aakhir to rang layi meri Begunahiyamujhko sata ke Wo bhi preshan ho gaya Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Apne kiye pe koi pasheman ho gaya Kya raz hai jo aankh mila li huzur ne Kya raz hai jo aankh mila li huzur ne Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Apne kiye pe koi pasheman ho gaya Ye bahki bahki bate bhari badan me ada Ye bahki bahki bate bhari badan me ada Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya Lo or meri maut ka saman ho gaya Apne kiye pe koi pasheman ho gaya.

More songs from Mehndi