Indian Film History

Bedard Zamana Tera Lyrics

From Mehndi (1958)

Music
Ravi
Lyricist
S H bihari
Duration
2:56
Hazaro karwaa lute Gaye manzil ki raho mein Jo gum ka samna karta Gaya manjil pe wo pahucha Bedard jamana tera Dusman hai to kya hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Bedard jamana tera Dusman hai to kya hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Ye kaisi khudai hai Bhala kaisa khuda hai Lutti hui dunia jo Meri dekh raha hai Mai kaise bhala manu ke Duniya mein khuda hai Agar hai to kaha hai Izzat bhi bachi jan Bachi kaise ye bolo Wo konsi takat thi Zara dil ko tatolo Hai jiska karam Usi se gila hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Bedard jamana tera Dusman hai to kya hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Kuch kam nahi apne Liye jine ke sahare Kuch kam nahi apne Liye jine ke sahare Iman ki daulat hai Abhi pas hamare Ye aisa sahara hai jo Har say se bada hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Bedard jamana tera Dusman hai to kya hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Bedard jamana tera Dusman hai to kya hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai Duniya mein nahi jiska Koi uska khuda hai.

More songs from Mehndi

Bedard Zamana Tera Lyrics - Mehndi (1958) | Indian Film History