Ke Bachpan Kisika Lyrics | Mehndi

Lyricist : S H bihari
Music Director : S M Yusuf , Ravi
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Mukaddar ne mujhse ye kya dillagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Alag sabse hai meri dunia ki rashme
Alag sabse hai meri dunia ki rashme
Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me
Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me
Na pucho kahani meri bebasi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Sikhaya gaya hai isharo pe chalna
Sikhaya gaya hai isharo pe chalna
Nigahe badalna dilo ko masalna
Nigahe badalna dilo ko masalna
Ada har ada meri hai bekashi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki.