Indian Film History

Teri Taqdeer Ka Lyrics

From Zabak (1961)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
4:44
Bol meri jaan tu kaun hai pari Bol kahaan se aayi hai aasmaan se Dil ka haal batayegi bataungi Jaadu zara dikhaayegi Dikhaaungi to bata Kya kahti shehzaade ki taqdeer Arre waah waah waah waah waah Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Dil hai tera khoyaa Ye kaise bure haal mein Kisi ke kaale baal mein Kisi ki tedhi chaal mein Hua hai deewaana Tu kiske khayaal mein Phansaa hai kaise jaal mein Tu pari ke jamaal mein Toone kaise jaana ke Mera buraa haal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Dekho to hai kehti Ye haath ko lakeer Kya hai meri taqdeer Kya karoon main tadbeer kya Aake hi rahegaa shikaar Tere teer mein Sone ki zanjeer mein Ye likhaa taqdeer mein Dar na tu betaa Thode dinon ka sawaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Sainaa tum Tum phir yaha kyun aaye Apne gunaah ka lagaane Chale jaao yaha se Main tumhaari soorat Bhi dekhna nahin chahti Aayindaa main khud apni soorat Chhupaane ki koshish karoonga Lrekin is waqt khuda ke Liye mere saath chali chalo Maine tumhe is pahan Pahunchaane ka intezaam Kiya hai is pahan Sochne ka waqt nahin hai saina Jaldi karo Acchaa Baandhoongaa main sehra Ghadi wo kab aayegi Wo meri ban jaayegi Mujhe mil jaayegi Jaadoo ka ye surma Tu aankho se lagaa le Tu moonchhe bhi mundaa le Tu daadhi bhi kataa le Dekh phir kaisa Fakeeron ka kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Ha ha ha ha ha ha ha Milegi milegi milegi Arre zaroor milegi Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Kamaal hai Hurr ho ho Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Teri taqdeer ka Sitara kamaal hai Milega zaroor tujhe Jiska khayaal hai Hoy hoy.

More songs from Zabak

Teri Taqdeer Ka Lyrics - Zabak (1961) | Indian Film History