Kuchh Is Tarah Lyrics | 8X10 Tasveer

                        
                        Kuch is tarah, dil ko mila hai sukun
Kuch is tarah khush hai yeh dil kya kahun
Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri hum safar
Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri hum safar

Kuch is tarah, dil ko mila hai sukun
Kuch is tarah khush hai yeh dil kya kahun

Koi vyaham na hai sanam
Tu meri saanson mein nazdeek hai
Ab na sanam na hai gum
Jo ishq hai tera sab theek hai

Kuch is tarah, kuch is tarah
Tu saath hai jaise, koi dua

Nazuk hai bada
Yeh pal yeh sama
Aaja meri chaho mein tu kho zara

Kuch is tarah, dil ko mila hai sukun
Kuch is tarah khush hai yeh dil kya kahun

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri hum safar

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri hum safar

Kuch is tarah, dil ko mila hai sukun
Kuch is tarah khush hai yeh dil kya kahun.