Indian Film History

Aaj Ki Awaj Lyrics

From Aaj Ki Awaaz (1984)

Music
Ravi
Lyricist
Hasan Kamal
Duration
4:37
Aaj ki awaz Aaj ki awaz jag aye insan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz jag aye insan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz Zindagi kitni behifazat hai Kal bhi aayega kya jamanat hai Din paresan hai raat hai hairan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz Karke saye mein agar jawa hongi Ye nayi nashle kal kaha hongi Hosh mein aa ja ab to aye nadan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz Kya nagar hai ye kaisi basti hai Ya to mitti se jan sashti hai Zindagi muskil maut hai asan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz Dekh ghar aangan lut nahi jaye Pyar ke rishte chut nahi jaye Kal bachane ka aaj hi kar dhyan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz jag aye insan Waqt kahta hai waqt ko pahchan Aaj ki awaz.

More songs from Aaj Ki Awaaz

Aaj Ki Awaj Lyrics - Aaj Ki Awaaz (1984) | Indian Film History