Mera Chhotasa Ghar (sad) Lyrics | Aaj Ki Awaaz

Lyricist : Hasan Kamal
Music Director : Ravi , Ravi
Singer : Mahendra Kapoor
                        
                        Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Nazar lage na duniya ki
Yuhi hasti rahe bahar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar

Pyar ka suraj pyar ka chanda
Pyar ke din or rate
Pyar ka ugna pyar ke dware
Pyar ki sari bate
Is pyari si duniya mein
Sabse pyara apna pyar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Mera chhota sa ghar
Chhota chhota sa sansar

Chhoti si ye rani
Ek din banegi dulhaniya
Chhoti si ye rani
Ek din banegi dulhaniya
Hatho mein kangna khankega
Pairo mein panjaniya
Raja ji lekar ayenge doli aur kahar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar

Chhoti chhoti asaye hai
Chote chote sapne
Chhoti chhoti asaye hai
Chote chote sapne
Chhoti chhoti khusiya hai
Aur chote dukh sukh apne
Jo pal aye hasta aye
Lekar rang hazar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar

Nazar lage na dunia ki
Yuhi hasti rahe bahar
Mera chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar
Chhota chhota sa ghar
Mera chhota sa sansar.