Zinda Hai Jo Log Mohabbat Ke Bagair Lyrics | Aao Pyar Karen

                        
                        jinda hai jo log ho
jinda hai jo log mohabbat ke begair
unki allah kare khair
unki allah kare khair
unki maula kare khair
jinda hai jo log
aaina pyar ka tut sakta nahi
aaina pyar ka tut sakta nahi
aaina pyar ka tut sakta nahi
jaise bando se rab ruth sakta nahi
par jo taqat ka lekar ke jhutha bhram
par jo taqat ka lekar ke jhutha bhram
karte jate hai najuk dilo pe sitam
unki allah kare khair
unki allah kare khair
unki maula kare khair
jinda hai jo log o
jinda hai jo log
jinda hai jo log