Allah Kare Rakhwali Lyrics | Adil E Jahangir

                        
                        Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid

Malik ka darbar nirala
Us ke dar par aane wala
Kabhi na jaye khali
Kabhi na jaye khali
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid

Tufano se kabhi na dar tu
Rakh us ki rahmat pe nazar tu
Ban ja usi ka sawali
Ban ja usi ka sawali
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid

Gam ka tujhko khuda tere sath hai
Maut aur zindagi usi ke hath hai
Uski shaan nirali
Uski shaan nirali
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid

Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah teri allah kare rakhwali
Wo hai sare jaha ka walid
Allah.