Indian Film History

Zindagi Kya Hai Lyrics

From Akhri Muqabla (1988)

Lyricist
Indeevar
Duration
2:35
Zindagi kya hain kata hain Ya phool kata samjhna hain bhul Zindagi hai phool Zindagi kya hain kata hain Ya phool kata samjhna hain bhul Zindagi hai phool Jeevan hain mala sukh dukh ke moti In motiyo se jeevan mein jyoti Jeevan hain mala sukh dukh ke moti In motiyo se jeevan mein jyoti Zindagi kya hain aasu hain ya muskan Aasu nahi nadan zindagi hain muskan Tej badi ye samay ki dhara hain Aasha nirasha iska kinara hain Tej badi ye samay ki dhara hain Aasha nirasha iska kinara hain Zindagi kya hain tufa hain Ya patwar tufa na samjho yar Zindagi hain patwar Zindagi kya hain kata hain Ya phool kata samjhna hain bhul Zindagi hai phool.
Zindagi Kya Hai Lyrics - Akhri Muqabla (1988) | Indian Film History