Aankho Me Jadu Bhar Bhar Ke Lyrics | Aladdin And The Wonderful Lamp

Lyricist :
Music Director : Homi Wadia , S N Tripathi
Singer : Shamshad Begum
                        
                        aankho me jadu bhar bhar ke 
pyar ki baate kar kar ke 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
aankho me jadu bhar bhar ke 
pyar ki baate kar kar ke 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 

tune hamko pyar kiya hain 
tune hamko pyar kiya hain
ulfat ka ijhaar kiya hain
ulfat ka ijhaar kiya hain 
o aankho ko jab char kiya 
najro ne ikarar kiya
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 

aankho me jadu bhar bhar ke 
pyar ki baate kar kar ke 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
ho gaya har andaaz nirala 
ho gaya har andaaz nirala 
jaadugar ne jadu dala 
jaadugar ne jadu dala 
ho masti me dil rahne laga 
hans hans ke ye kahne laga 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
aankho me jadu bhar bhar ke 
pyar ki baate kar kar ke 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya 
hay sanam ne lut liya 
hay hay sanam ne lut liya