Jeevan Ki Yehi Hain Kahani Lyrics | Alag Alag

                        
                        Door bahut door bahur door
Aasaman pe rahta hain ek jadughar
Kya kya khel dikhata hain
Kabhi hume hasata hain
Kabhi hume rulata hain

Is jeevan ki yahi hain kahani
O is jeevan ki yahi hain kahani
Is jeevan ki yahi hain kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jeevan ki yahi hain kahani
Is jeevan ki yahi hain kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Phool khile khil ker murjaye
Deep jale jhal jhal ker bhuj jaye
Is bagiya ki reet yahi hain
Ek ruth aaye ek ruth jaye
Kaise badle reet purani
Kaise badle reet purani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jeevan ki yahi hain kahani
Is jeevan ki yahi hain kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Aane wala pal kahta hain
Jaane wala pal kahta hain
Kon raha hain kon rahega
Kon humesa kab rahta hain
Rah jati hai yaad nishani
Rah jati hai yaad nishani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jeevan ki yahi hain kahani
Is jeevan ki yahi hain kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Jism ki maut se phir kya darna
Is mitti ka hum kya kerna
Duniya mein sab ko na jane

Kitni baar hain jeena marna
Maut ke baad hain phir zindagani
Maut ke baad hain phir zindagani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jeevan ki yahi hain kahani
Is jeevan ki yahi hain kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani
O bahte dariya ka paani.