Mere Humsafar Lyrics | All Is Well

                        
                        Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki

Jis ko duaaon mein maanga
Tu hain wahin rehnuma
Tere bina mushkil hain
Ek bhi kadam chalna

Jis ko duaaon mein maanga
Tu hain wahin rehnuma
Tere bina mushkil hain
Ek bhi kadam chalna
Bin tere kahaan hain manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki

Naa hum bewafa hain
Na pyar hain kam-darmiyaan
Par apni taqdeere
Hain bilkul hi judaah


 
Naa hum bewafa hain
Na pyar hain kam-darmiyaan
Par apni taqdeere
Hain bilkul hi judaah
Phir kaise milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki.