Duniya Me Sada Rehne Ko Lyrics | Amar Deep

                        
                        Duniya me sada rehne ko aata nahin koi
Tum jaise gaye aise bhi jaata nahin koi
Kyun marke bhi hotho pe hasee khel rahi hai
Sab jaante hai aur batata nahin koi
Dil pehale hi darta thaa ke jal jaayega daaman
Daaman se amar deep bujata nahi koi
Bujata nahi koi..bujata nahi koi..