Diya Diya Dil Diya, Tujhse Maine Pyar Kiya Lyrics | Apmaan Ki Aag

                        diya diya diya dil diya diya diya diya dil diya

tujhse maine pyar kiya tujhse maine pyar kiya
ab koi ruthe ya jal jaye
ya samjhaye ye maine kya kiya
diya diya diya dil diya diya diya diya dil diya
tujhse maine pyar kiya tujhse maine pyar kiya
ab koi ruthe ya jal jaye
sab samjhaye ye maine kya kiya
tujhse maine pyar kiya
tere mere pyar ki ye kaisi suruat hai
solah ki tarikh hai or dil jumme rati hai
athrah ki ho jaungi mai unnis ki itwar ko
are mujhse milna sanam agle budhwar ko
diwana diwana tu mera diwana
diwani diwani mai teri diwani
din mahine sal maine tera intzar kiya
diya diya diya dil diya diya diya diya dil diya
tujhse maine pyar kiya tujhse maine pyar kiya
mohabbat ke panchi hai ham udte chale jayenge
ambar se hum pyar ke phulo ko barsayenge
dunia ki najro se dur ye hum kaha aa gaye
chaht ka hai ye shahar hum tum kaha aa aye
mera mahbub hai tu meri mahbuba hai tu
dil bar mera hai tu kaisi dilruba hai tu
ini adao ne dil mera lut liya
diya diya diya dil diya diya diya diya dil diya
tujhse maine pyar kiya tujhse maine pyar kiya
ab koi ruthe ya jal jaye ya samjhaye ye maine kya kiya