Nizamuddin Aulia Lyrics | Aulea E Islam

                        
                        nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
bhanwar me aai hain naiya
bhanwar me aai hain naiya
laga do ab to kinare
nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
nizamuddin

suno aye khaj-e-aali
hamare hath hain khali
ye bhar jaye abhi pal me
nazar tumne agar dali
o tum hi dilli ke raja
tum hi dilli ke raja
o tum bin kiskio pukare
nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
nizamuddin

karm ham par bhi farmao
murade dil ki bahlao
na hamko aur tarsao
na hamko aur tadpao
aa o suni hain lakho ki vipda
suni hain lakho ki vipda
hazaro bhag sanware
nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
nizamuddin auliya
bana do bigde kaam hamare
nizamuddin

nashiba apne banayenge
jo manga hain wo payenge
tumhi se lene aaye hain
tumhi se leke jayenge
aa o