Om Jai Jagdish Lyrics | Baghban

                        
                        Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om jai jagdish hare

Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare

Om jai jagdish hare

Tum ho ek agochar
Sabke praanpati
Swami sabke praanpati
Kis vidhi miloon daya main
Kis vidhi miloon daya main
Tumko main kumati
Om jai jagdish hare

Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om jai jagdish hare

Maat pitaa tum mere
Sharan gahun kiski
Prabhu sharan gahun main kiski
Tum bin aur na duja
Prabhu bin aur na duja
Aash karun main jiski
Om jai jagdish hare

Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om jai jagdish hare.