Pranam Karo Iss Dharti Ko Jisne Diyya Lyrics | Balidaan

                        
                        Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Kitni badi hai god iski
Kitna bada hai dil is ka
Parnam karo is dharti ko

Patta patta dali dali
Gulshan gulshan jhume
Patta patta dali dali
Gulshan gulshan jhume
Jhuk jhuk ke haryali dekho
Dharti ka mukh chume
Jhuk jhuk ke haryali dekho
Dharti ka mukh chume
Kahi umang mein
Kahi umang mein rang bhara hai
Kahi rup ka phul khila
Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Kitni badi hai god iski
Kitna bada hai dil is ka
Parnam karo is dharti ko

Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Kitni badi hai god iski
Kitna bada hai dil is ka
Parnam karo is dharti ko

Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Kitni badi hai god iski
Kitna bada hai dil is ka
Parnam karo is dharti ko

Soch le tere hi hatho se
Soch le tere hi hatho se
Ujad na jaye ye basti
Koi mamta na lut jaye
Ujad na jaye ye basti
Koi mamta na lut jaye
Tune bhi to
Tune bhi to is janani ke
Hatho se hai dudh piya
Pranam karo is dharti ko
Jisne humko janam diya
Kitni badi hai god iski
Kitna bada hai dil is ko
Parnam karo is dharti ko.