Chhat Pe Main Soyi Thi (Nathni Uda Le Bhaaga Kaaga) Lyrics | Be-Aabroo

Lyricist : Zafar Rahi
Music Director : Anand Girdhar , Ajay Swami
Singer : Dilraj Kaur
                        
                        chhat pe main soyi thi
chhat pe main soyi thi
kal rat ko
nathini uda le bhaga kaga
chhat pe main soyi thi
kal rat ko
nathini uda le bhaga kaga
saiya abhaga nahi
jaga nahi jaga na jaga
nathini uda le bhaga kaga kaga
nathini uda le bhaga kaga
amma ji ne dehli se sona magbaya

tha jhasi se bulaya tha sunhar
o jhasi se bulaya tha sunhar
kitne jatan se mori nathni bani thi
leti thi main kar ke sau sigar
leti thi main kar ke sau sigar
main to dulhan bani thi sejriyan saji thi
main to dulhan bani thi sejriyan saji thi
saiyan ji ka karti thi bichar ki saiyan
saiya abhaga nahi
jaga nahi jaga na jaga
nathini uda le bhaga kaga kaga
nathini uda le bhaga kaga
bhole bhale saiyan ji ne hira jadwaya tha
hire pe tha unka bada pyar
o hire pe tha unka bada pyar
aapne hi hatho se nath painayi thi
galo ko chhua tha kai baar
hay hay galo ko chhua tha kai baar
bairi wo tha bada jhuta jisne mujhko luta
wo tha bada jhuta jisne mujhko luta
saiyan ji ka bachpan ka tha yaar
ki saiyan saiya abhaga nahi
jaga nahi jaga na jaga
nathini uda le bhaga kaga kaga
nathini uda le bhaga kaga
chhat pe main soyi thi
kal rat ko
nathini uda le bhaga kaga kaga
nathini uda le bhaga kaga