Kali Kali Rato Me Lyrics | Bhola Bhala

Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Satpal , R D Burman
Singer : Asha Bhosle
                        
                        kali kali rato me
kali kali rato me nind nahi aati lambi lambi bato me nind nahi aati

ek bar aankho se ud jati hai to fir aankho me ye nind nahi aati
nind nahi aati

aashik mashuk ke liye jagte hai ulfat me ghar chhod ke bhagte hai

kabhi purwat me ye aag nahi lagti kabhi mulakato me nind nahi aati
kali kali haye kali kali
kali kali rato me nind nahi aati lambi lambi bato me nind nahi aati

jab wo akele me pas nahi hote aise mausam kuch khas nahi hote

aise sawan me ye pyas nahi bujhti aisi barsato me nind nahi aati